Mehndi Rache Gea Tere Haath
Chorus:Mehndi rache gea tere haathDholak bajay gea saaree raatMehndi rache gea tere haathDholak bajay gea saaree raatJaakey tum saajan ke saathBhool na jaana yeh din raatJaakey tum saajan ke saathBhool na jaana yeh din raat--Tujh ko des piya ka bhayayTera piya tere gun gayayTujh ko des piya ka bhayayTera piya tere gun gayayAayay khushyon ki barsaatLeykey rangon ki barsaatChorusKangna baghon mein jo khankeKholey bhed yeh tere man keKangna baghon mein jo khankeKholey bhed yeh tere man keChahey karo na koi baatSab ney jaan liyay jazbaatChorusTera ghoongat jo uthaiRoop tera seh na paiChand ko woh bhool jayayDekhe tera singhaarTere maathay ka yeh jhoomerBolay piya ke man ko chookerSaajan sunlo meri baatJeewan bhar ka hai yeh saath
No comments:
Post a Comment